Sayyad Aaali Nasab
Sayyed Mir Muhammad Ismail Wasti Qadri
Contact Us
Email : info@aljamiatulismailiya.com
Phone : +91 9480255786
Our Location
Khaanqaah E Ismailiya Masauli Shareef,dist-Barabanki (UP) – 225204
About Us

Early Days of Khanqha e Ismailiya
About Us
Early Days
Sarzameen Oudh ka sab se bara markaz Qadriyat, Astana Aaliya Ismailiya Masooli Sharif, Zila Barah Banki hai. Is Khanqah ke Sadaat nasaban Zaidi Syed hain, yani Hazrat Imam Zayd Shaheed Rizwān Allah Ta’ālā ‘Anhu ki aulaad hain. Hindustan mein is khandaan ke sab se pehle buzurg, jin ki aamad yahan hui, wo Siyaha-e-Bahr-e-Tariqat, Hazrat Sultan-ul-Hind Sultan Shams-ud-Din Al-Tamish ke zamaane mein yahan aaye.
Wasit, Iraq ka mashhoor sheher hai. Qutub-ul-Aqtab ke Khwaja Qutub-ud-Din Bakhtiyar Kaki ke hukm par Sultan Shams-ud-Din ne Lashkar-e-Jarar de kar Hazrat Syed Shah Mir Muhammad Sahab Dawat-ul-Sughra ko 614 Hijri mein Bilgram Sharif ki fatah ke liye bheja. Aap ne Bilgram fatah kar ke wahiin sukoonat ikhtiyar kar li.
Pricing
The Best Prices For You
Basic
Basic Plan
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetuer adipiscing elit. Nam quis nulla.
$ 99
Professional
Ultimate Plan
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetuer adipiscing elit. Nam quis nulla.
$ 99
Premium
Classic Plan
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetuer adipiscing elit. Nam quis nulla.
$ 79
Pricing
Our Campus
Khaanqha E Ismailiya campus
-
Khaanqha E Ismailiya
-
Auliya Masjid
-
Al Jamiatul Ismailiya
Sarkar E Masauli
Karamat
Ek dafa ka waqia hai ke Hazoor Sarkar Masooli ki khidmat mein ek aurat roti chalati, seena kobi karti hui mahal mein hazir hui. Ro ro kar kehne lagi, “Sarkar, mera aik hi larka hai, uski haalat naza’I hai, Sarkar usay theek kar dijiye.” Is par Hazoor Sarkar Masooli ne farmaya, “Ja, tera bachha khel raha hai.” Who aurat ghar pohnch kar dekhti hai ke jo larka bistar-e-marg par behaal padha tha, ab who khel raha hai. (Dar Irfaan, number 78) Read More..
Contact
Contact Us
We’re Here to Assist You
Feel free to reach out with your inquiries, feedback, or blessings. We are dedicated to connecting with you.
- Khaanqaah E Ismailiya Masauli Shareef,dist-Barabanki (UP) – 225204
- +91 9480255786
- info@aljamiatulismailiya.com